Musht Zani Kia hai?
musht zani aik bori adat hai jo akhir main insan ko tabah karti hai.aur insan kisi kam key qabil nahi rehta lihaza apko is sey dor rehna chahyey.musht zani ki adat agar aik bar lag jai to chorna behat mushkil hojata hai.ki admi aur larkey to din main 5-10 bar tak musht zani karleytay hain.aur ahista ahista bilkul pagal hojatey hain.ka admi haftey main aik dafa ya do dafa kartey hain.kai shadi shuda mard bhi musht zani kartey hain.
mani (semen) hum ziyada store nahi karsaktey lihaza allah pak ney is key liay aik zabardast program banaya jisey hum wet dreams ya ihtalam kehtey hain.is key zariya mani khud ba khud nickle jati hai aur is ka koi naqsan nahi hota hai kiun key yeh natural hai.yeh mahaney main aik bar hona chahey ya do bar.is sey ziyada nahi hona chayey warna sihat kay liay khadra hai..