h1.post-title Ihtalam Kay Baray Main Details Information |Musht Zani Kay Nuqsanat

Thursday 3 April 2014

Ihtalam Kay Baray Main Details Information

Ihtalam Ki Definition 

Ihtalam or wet dream boys kay liay aik anokhi cheez hoti hai.yeh allah ki taraf say hamaray liay buhat acha tuhfah hai.is say bunda musht zani karney say bachta hai aur uski health bhi achi rehti hai.kiun kay is dunya main koi bhi  insaan apni "mani" ya "semen" ko rook nahi sukta agar wo rookney ki kooshish karey ga to usko aur bemarian lagengi aur uski mental health per buhat bura asar parta hain.

ihtalam aksar raat ko hota hai maslan midnight ya subah ko hota hai.yeh aik raat main 2 baar bhi hosakta hai ya is say bhi ziyada hosakta hai.ihtalam aik acha amal hai aur is say pareshan honi ki zaroorat nahi .boys ajkal buhat pareshan hotey hain kay hamain ihtalam buhat ziyada hota hai aur ki baar hota hai.is ki bunyadi waja raat ko deer say sona.gandi filmain dekhna aur raat ko deer say khana khana hai.jub apka digestive system theek na ho to yeh beemari khud ba khud parwan charti hai.


ihtalam kay baat boys ko forum khusal karna chayay kiun khusal farz hojata hai.ihtalaam waley kuproon ko apko khud dhoona chayay nakay logon say dhulwaya jai.warna dosron kay kubray napak hojaingey aur apko gunah hoga.ihtalam waley kubrook ko agar ap 3 baar pani say nikalengay to apka kubpra paak hojaiga  aur isey ziyada dhooney ki zaroorat nahi hoti.


Buhat say boys hakeem kay chakar main parjatey hai aur ihtalaam rokney ki dawai letay jis say unki sihat par asar parta hai aur wo ulta bemar hojatey hain.lihaza hakeem ki dawain say parheez karain aur apni health per tawajah rakhain takey apko koi pareshani na ho.

Jo boys musth zani kartey hain unko ihtalaam nahi hota aur jub wo musht zani chortey hai to unko ihtalaam hona churu hojata hai aur wo pareshan hojatey hain kay hum musht zani na karain to yeh ihtalaam hota hai.musth zani beshak aik kharab adat hai aur is say avoaid karna chahay kiun kay musht zani karney say bunda bemaar rehta hai.

Note:
Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.



No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.