h1.post-title Musht Zani Kay Barey Main Ahadees |Musht Zani Kay Nuqsanat

Thursday 3 April 2014

Musht Zani Kay Barey Main Ahadees

Ajkal aik site jis ka name 'noorclinic.com" hai jo pakistan ki website hai is per naujawan nasal ko musht zani kay barey main khalad agahi di jarahi hai maslan us main kaha jaraha hai kay musht zani karney say kuch nuqsan nahi hota hai aur yeh islam main harama nahi hai.

Hum apko bata hai kay musht zani haram kiun hai aur ahadees main iskay barey main kia kaha gia hai.Hamarey piyaaray nabi (pbuh) nay farma hai.





Hamarey piyaray nabi "(pbuh) nay farmaya hai kay "qayamat kay din kuch log aesay bhi hongey jin kay hathoon main hamal hongey .yeh log dunya main apney hath say musht zani kia kartey they.".


aur bhi ki jaga par musht zani ko mana kia gia hai.jo log musht zani ko halal samajhtey hain wo drasal ahasees ka inkaar kartey hain.hum apko bata tey hai kay musht zani ko rokney kay liay mohammad (pbuh) nay kia farmaya hai.

"agar kisi insaan ko shahwat ka khalba ho to wo roza rkhai ." roza rakhney sey admi main kumzoori paida hoti hai aur shehwat ka khalba khkatam hojata hai.jis ko shahwat ka khalba hai usey yato shadi karlini chayey yato phir roza rakhney shuru kardeynay chayey .

No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.