h1.post-title Musht Zani Ki Tabah Kun Nuqsanat Aur Unka Ilaj In Urdu |Musht Zani Kay Nuqsanat

Friday 19 September 2014

Musht Zani Ki Tabah Kun Nuqsanat Aur Unka Ilaj In Urdu

Musht zani kay baray main ajkal bohat say log isay jaiz aur saheh kam anjam day rahain hain jesa kay aik site (noor clinic) hai uspar musht zani kay fawaid aur achayain biyan ki jarahi hain aur musht zani ko saheh sabit karni ki koshish ki jarahi hain.

Yar rakhain musht zani aik bohat hi gandi aur buri adat hain .Bilkul yeh adat agar kisi ko lag jai to wo uskey nashay main mubtala hojata hain aur apnay hath say apni sehat ko tabah karta hain aur jawani say pehlay hi jawani ko tabah kardeta hain.


Hamaray tajarbay main jo ajkal musht zani ki wajay say beemari arahi hain unki list bohat hi bari hain lekin hum chund aham beemarion ka apko bata rahain hain .agar apko yeh beemarian aur alamat hain to samajh lain kay apko musht zani nay tabah kia hain.

Musht zani ki wajah say beda honi wali beemarian:


  • Sub Say pehlay stomach ki kharabi hona.
  • skin ka kala hona
  • sinus problem hona
  • nazla zukam rehna 
  • skin allergy hona
  • din ba din skin ka kala hona aur dry hona.
  • Stomach main jalan ka hona.
  • Stool saheh na ana.
  • Achay khanay hazam na hona .
  • Sardi aur garmi ziyada lagna.
  • Peeshab bar bar ana.
  • Khana khatey hi Stool ana.
  • Stomach aksar kharab rehna.
  • Eyes kharab rehna aur Red rehna.
  • Jism Main Garmi Rehna .
  • Peeshab Kay Baad Tangoon Main Dard Rehna
  • Hairs Problem
  • Liver kharab Hona.

Agar ap ko yeh alamat hain to apko forun hi treatment karwani ki zaroorat hain.Agar ap der karengay to apko mazeed khatarnaak bemarian lagsakti hain jis main sugar aur liver ki beemarian shamil hain.Musht zani say stomach ki beemarian bohat ziyada hoti hain.Aur stomach agar kharab rahay to apko mazeed mushkilat ka samna karna parta hain.

Ilaj karwanay  kay ap humsay contact karain aur apni tamam alamat likh kar hamain send kardain hum apko ilaj tazweez karengay.




3 comments:

  1. how to stop porn and ilaj of mushy zani please

    ReplyDelete
  2. Contact with me
    03017925464

    ReplyDelete
  3. Mujhy same alamat hain.please mere liye acha sa ilaj tajvez karein.Thanks

    ReplyDelete

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.