h1.post-title Musht Zani Kay Nuqsanat: September 2014

Monday 22 September 2014

Kia Aurat Kay Peechay Say Karna Jaiz Hai?

Nahi yeh aik nihayat ganda aur shatani kam hain jo qoomi loot kay log kia kartey they.Allah nay unko tabah kardia tha .Aurat kay peechay wali jaga say karney say aids honey ka khatra rehta hain aur aurat ko different diseases hosakti hain.Jub mard ka semen aurat ki pakhanay wali jaga par parta hain to waha aids honey kay chances hotey hain.Is kam ko Prophet Mohammad (PBUH) nay manah kia hain.Lihaza is kam say parhez kia jai.

Note:

Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.

Kia Admi Kay Ala Tanasul Ko Suck Kia Jasakta Hai Kia?

Yeh kam wesay hi acha nahi kay aurat ko majboor kia jai kay wo admi kay azoo tansul ko mouth main lay ya semen ko suck kia jai.Yeh aik tarah say ganda kam hain aur ullama nay bhi is kam ko acha nahi samjha hain.Kiun kay kabhi kabar semen aurat kay mouth main chala jai to masla hosakta hain ya cancer bhi hosakta hain.Lihaza is kam say bacha jai.

Sunday 21 September 2014

Kia Aurat Kay Pistaan Choosay Ko Choomna Jaiz Hai?

Ji hain aurat kay pastaan aur breast ko choomna jaiz hain .Lekin khiyaal rahay kay aurat ka doodh apkay galay main na jain.Yeh haram hain aur doodh par srif  aur srif aulaad ka haq hota hain.Baqi aurat kay breast ko chooma jasakta hain is main koi mumaniat nahi hai aur hadees main isey manah nahi kia gia hain.

Friday 19 September 2014

Musht Zani Ki Tabah Kun Nuqsanat Aur Unka Ilaj In Urdu

Musht zani kay baray main ajkal bohat say log isay jaiz aur saheh kam anjam day rahain hain jesa kay aik site (noor clinic) hai uspar musht zani kay fawaid aur achayain biyan ki jarahi hain aur musht zani ko saheh sabit karni ki koshish ki jarahi hain.

Yar rakhain musht zani aik bohat hi gandi aur buri adat hain .Bilkul yeh adat agar kisi ko lag jai to wo uskey nashay main mubtala hojata hain aur apnay hath say apni sehat ko tabah karta hain aur jawani say pehlay hi jawani ko tabah kardeta hain.