h1.post-title Mani Barhanay Ka Nusqa (Food) |Musht Zani Kay Nuqsanat

Saturday 23 January 2021

Mani Barhanay Ka Nusqa (Food)

 Mani (semen) mard ka khazana hota hai aur is khazaney ki hifazat karna apka farz hai kiun key yeh wo cheez hai jesey apki nasal tayar hoti hai. Agar is khazaney main kharabi paida hojai ya phir kami hojai to yeh achi baat nahi hai. Mani main kharabi bohat si cheezain paida karti hain jismain sub sey aham cheez garam cheezon ka betahasha Istemal hai.


Garam ashiya mani par bohat kharab asar karti hain aur isey mani ka rang yellow hosakta hai. Lihaza apko mani hi hifazat karni chayay.

Agar Mani main kami hot yeh kami poori kejasakti hai. Mani ki kami bohat sari wajohat ki wajah sey hosakti hai lekin iski aik wajah musht zani hai aur kasrat sey jamah karna hai. Kasrat sey jamah karney sey mani ziyadah kharij hoti hai aur mani main kami ka bais banti hai.

Main ko barhaney ki subsey acha food 'Dates' ya 'Khajoor' hai.Khajoor sey ziyada koi food nahi hai jisey mani barh jai aur wo bhi be Intiha key ap khud mehsoos karengey. Arab loog khajoor isiliay ziyadah istemal kartey hain kiun key yeh mardana taqat ko betahasha barhata hai.

Rozana 6 adat khajoor khaney sey mani ki tadaat barh jati hai. Agar apka mizaj kushk aur garam hai to ap khajoor key sath lassi ka istemal karsaktey hain ya phir koi thandi cheez ka istemal karsaktey hain isey apka mizaj balance hojaiga aur khajoor ki garmi mit jaigi. 

Mani barhaney ka matlab yeh nahi key ap dobara sey mani ko bahan shuru hojai bulkey apney upper control rakhain takay mani ko srif achey maqsat key liay istemal karain jo key aik achi aur sehatmand aulaad paida karna hai. nay kay gutter main apney hath sey bahana.

Agar apko meri tehreer pasand ati hai to comment main zaroor batain aur hamain topic suggest karain takay hum apko ziyada sey ziyada information lai.


Shukriya,


Note:

Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.


No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.