h1.post-title Musht Zani Kay Nuqsanat: January 2021

Sunday 24 January 2021

Kia Aurat Ki sharamgah Choosna Jaiz Hai?

 Nahi, yeh kaam aik ganda kam hai aur isey beemari bhi hosakti hai. Ap Aurat key dosrey parts ko choose saktey hain jesey breast  aur Gardan ka hissa. Lekin Aurat ki sharamgah ko choosna achi baat nahi hai. Isey koi gandi beemari jesey aids ya phir mouth cancer honey key chances hosaktey hain isiliay Islam main aesa ganda amal karna theek nahi hai. Isey parheez kia jai.


Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.


Kia Mard Ki Sharamgah Chosna Jaiz Hai?

 Ji nahi, mard ki sharamgah ko choosna bilkul jaiz nahi hai kiun key isey apko tarah tarah ki beemari hosakti hai jismain Aids ya phir mouth ka cancer jesi khatarnak beemari bhi hosakti hai. Western countries main aesi beemarian aam hain kiun key waha yeh ganda amal bohat common hai. Lihaza is gandey amal ko na kiya jai to behtar hai warna Aids ya mouth cancer jesi beemari lagney ka khatra mojood hai aur Islam main bhi yeh cheez mana hai.


Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.

Saturday 23 January 2021

Mani Barhanay Ka Nusqa (Food)

 Mani (semen) mard ka khazana hota hai aur is khazaney ki hifazat karna apka farz hai kiun key yeh wo cheez hai jesey apki nasal tayar hoti hai. Agar is khazaney main kharabi paida hojai ya phir kami hojai to yeh achi baat nahi hai. Mani main kharabi bohat si cheezain paida karti hain jismain sub sey aham cheez garam cheezon ka betahasha Istemal hai.

Friday 22 January 2021

Musht Zani Karney Ki Wajah

 Musht zani jisey muth marna ya hath sey mani nikalna kehtey hain, ajkal itna common hogia hai key 10 saal kay bachay sey lekar jawan larkey aur larkiyan , aurat aur mard dono musht zani karay hain. Wesey to Musht zani karney key kai wajah hain magar iski main wajah hai wo Internet hain.