h1.post-title Musht Zani Kay Nuqsanat: May 2022

Friday 27 May 2022

MUSHT ZANI KA ILAJ AUR NUQSAN IN URDU

 

Musht Zani ka Ilaj aur Nuqsan in Urdu
MUSHT ZANI KA NUQSAN AUR ILAJ IN URDU


Musht zani or khud lazzati or masturbation in English, yeh aik aesi boori adat hai jisey majority loog pareshan hain. Jub aik insaan apni jawani ko pohanchta hai to wo musht zani karna shuru kardeta hai jiska nusqan unko ani wali zindagi main hota. koi guidence na honey ki wajah sey jawan nasal musht zani main mubtala hochuki hai aur yeh beemari majority Pakistani logon main hain.



Musht zani (hand practice) ki beemari 8 saal ki umer sey start hojati hai. Ajkal dekha gia hai kay 8-10 saal key bachay bhi musht zani start kardetey hain jiski wajay sey unki health par bohat hi manfi asar parta hain. 

Bacho ka jald balig hona bhi is beemari ki bohat bari wajah hai kiun key bachay bohat jald hi balig hojatey hain aur phir wo musht zani jesi gandi adat main mubtala hojatey hain.


Boys Ki Musht Zani (Larkay)

Musht zani boys main bohat common hai kiun key boys main kawahish bohat ziyada hoti hain. Jesey hi larkay apni jawani main pohanchtey hain wo musht zani karna start kardetey hain. Iski wajah sey wo kai beemarioin main mubtala hojatey hain. 


Girls ki Musht Zani (Larkiyan)

Jistarah boys musht zani kartey hain bilkul isi tarah larkian bhi musht zani ki gandi adat main mubtala hojati hain. wo apni vagina main ungli daal kar apni kawahish poori karti hain. Larkiyon main yeh beemari kum hain larkon kay muqablay. Girls main yeh beemari ki bari waja jald shadi na hona hai jiski wajah sey larkian khud lazzati main mubtala hojati hain.


Musht Zani Ki Wajah

Musht zani ki bohat sari wajah hain jis main sub sey bari wajah ajkal ka mohal hain. Ajkal gandi filmain Internet par mojood hain aur chootey bachay bhi un gandi videos ko dekh saktey hain. 

Gandi filmain dekhney sey logon main intishaar paida hota hai aur wo apni kawahis poor karney kay liay Musht zani ka sahar letey hain. 

Dosri bari wajah musht zani ki yeh hai kay girls and boys ki jald shadi nahi hopati jiski wajah sey wo musht zani jesi gandi adat main mubtala hojatey hain aur apney hath sey apni mani ko kharij kartey hain. 

Tesri wajah tv par chalney walay Ishtihaar hain jis main nangi aurtoon ko dikhaya jata hai jiski wajah sey loog musht zani ki adat main mubtala hojatey hain.





Musht Zani Kay Nuqsanat 

Wesey to musht zanay kay bohat saray nuqsanat hain jo hum agay bayan karengey. Sub sey bara nuqsan yeh hai kay insaan ka nufs teerah hojata hain aur uski naseen bahar nikaljati hain aur srif khiyaal aney sey hi mani bahar nikaljati hai kiun key mani patli hojati hai aur wo behti rehti hain. 

Iskey ilawaja Musht Zani kay Nusqanat yeh hain:

  • Sar main dard rehna
  • Peeshab kay baad qatrey nikalna
  • Stomach kharab rehna
  • Rang ka kala  hona
  • Jaldi thak jana
  • Soney kay baad thakan mehsoos hon
  • Baloon ka girna aur kamzoor hona
  • Jigar ka kharab hona
  • Ankhain kamzoor rehna
  • Jald farigh hona
  • Nafs ka khara na hona.
  • Zehni Beemarian


Musht Zani Ka Ilaj 

Musht zani ka ilaj karney kay liay apko bohat sabar aur bardasht ki zaroorat hain kiun key yeh adat bohat hi mushkil sey jati hain. Apko kum sey kum 3-6 month apko mustaqil mizaji sey apney ap par control karna hoga aur musht zani sey paida honey wali beemarion ka Ilaj karwana hoga warna apki zindagi kharab rahaygi.

  • Shadi karna sub sey bara ilaj hain
  • Koi Activity Join karlain jesey Gym ya Books reading
  • Gandi filmon sey door rahain
  • Tv Drama serial dekhna bund kardey
  • Walking lazmi karain
  • Thadni ghiza khain jesey loki 
  • Namaz parhain aur Wazu main rahain

Iskay ilawa koi aur Ilaj nahi hain musht zani ka. Apko Bohat saray hakeem milengey jo apko Musht  Zani kay naam par pagal banaingey aur paisey bhi lootengey. Apko aesey logon sey bach kar rehna haur srif hamari batain howi taleemat par amal karna hoga.

Inshallah Ap bohat jald is gandi adat sey nikal jaogey.