MUSHT ZANI KA NUQSAN AUR ILAJ IN URDU |
Musht zani or khud lazzati or masturbation in English, yeh aik aesi boori adat hai jisey majority loog pareshan hain. Jub aik insaan apni jawani ko pohanchta hai to wo musht zani karna shuru kardeta hai jiska nusqan unko ani wali zindagi main hota. koi guidence na honey ki wajah sey jawan nasal musht zani main mubtala hochuki hai aur yeh beemari majority Pakistani logon main hain.
Musht zani (hand practice) ki beemari 8 saal ki umer sey start hojati hai. Ajkal dekha gia hai kay 8-10 saal key bachay bhi musht zani start kardetey hain jiski wajay sey unki health par bohat hi manfi asar parta hain.
Bacho ka jald balig hona bhi is beemari ki bohat bari wajah hai kiun key bachay bohat jald hi balig hojatey hain aur phir wo musht zani jesi gandi adat main mubtala hojatey hain.
Boys Ki Musht Zani (Larkay)
Musht zani boys main bohat common hai kiun key boys main kawahish bohat ziyada hoti hain. Jesey hi larkay apni jawani main pohanchtey hain wo musht zani karna start kardetey hain. Iski wajah sey wo kai beemarioin main mubtala hojatey hain.
Girls ki Musht Zani (Larkiyan)
Jistarah boys musht zani kartey hain bilkul isi tarah larkian bhi musht zani ki gandi adat main mubtala hojati hain. wo apni vagina main ungli daal kar apni kawahish poori karti hain. Larkiyon main yeh beemari kum hain larkon kay muqablay. Girls main yeh beemari ki bari waja jald shadi na hona hai jiski wajah sey larkian khud lazzati main mubtala hojati hain.
Musht Zani Ki Wajah
Musht Zani Kay Nuqsanat
- Sar main dard rehna
- Peeshab kay baad qatrey nikalna
- Stomach kharab rehna
- Rang ka kala hona
- Jaldi thak jana
- Soney kay baad thakan mehsoos hon
- Baloon ka girna aur kamzoor hona
- Jigar ka kharab hona
- Ankhain kamzoor rehna
- Jald farigh hona
- Nafs ka khara na hona.
- Zehni Beemarian
Musht Zani Ka Ilaj
- Shadi karna sub sey bara ilaj hain
- Koi Activity Join karlain jesey Gym ya Books reading
- Gandi filmon sey door rahain
- Tv Drama serial dekhna bund kardey
- Walking lazmi karain
- Thadni ghiza khain jesey loki
- Namaz parhain aur Wazu main rahain