h1.post-title Musht Zani Chorney Ka Tariqa |Musht Zani Kay Nuqsanat

Tuesday 11 February 2020

Musht Zani Chorney Ka Tariqa

Musht Zani chorney kay liay pehlay apko badalna hoga. Kiun key yeh beemari phir apko pakar sakti hai iskey liay apko aik daweel plan par kam karna hoga.



1-Tanhai sey door rahain


Yeh gandi beemari hai aur koi bhi admi tanhai main reh kar yeh kam karsakta hai. Jitna Hosakay ap apney apko masroof rakhain jesey koi activity join karlain ya koi Gym Join karlain ya phi koi Liberary main jakar beth jai agar yeh bhi na hosakay to phir Ap Wazoo karkey Namaz parhney beth jai Isey apka dhiyaan Musht zani ki taraf nahi jaiga aur is sey bachay rahengey.

2-Shadi 


Shadi Karney sey Insaan Musht zani sey bach sakta hai kiun key ab uskey pass aik aurat hai jo uski nafsaani khawahish poori karsakti hai aur mumkin ho to ap shadi karlo takay ap aur apki biwi bhi is gandi beemari sey bach sakain.

3-Rooza Rakhlain


Rooza Rakhney sey Insaan main shahwat ki kami hoti hai kiun key Jub Insaan Roza rakhta hai to uski taqat main kami ati hai aur uska dil dosri taraf nahi jata. Isi liay ap hosakay to roza rakhlain takay apki shahwat main kami asakay.

4-Garam cheezon sey parhaiz Karain.


Garam cheezon sey parhain karain jesey ghee aur masala wali cheezain . Nihari ,Qorma, Karhai .Iskey ilawa Fast food sey parhaiz karain kiun key yeh Jisni ishtaal dilati hai Insaan ko. Dhandi khoorak Istemal karain.


Agar ap In batoon par amal karengey to Inshallah Allah apko in beemaron sey bahca lega aur ap is gunaah sey bachey rahengey.


Contact Us:


Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.


No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.