h1.post-title Gandi Filmain Dekhney key Nuqsanat Dimagh (Mind) Par |Musht Zani Kay Nuqsanat

Wednesday 22 January 2020

Gandi Filmain Dekhney key Nuqsanat Dimagh (Mind) Par

Allah ney hamari jism main dimagh paida kia jo aik decision maker ki tarah kam karta hain jo kam hum kartey hain uska signal hamain brain deta hai jesey bhook ka signal aur peeshab janay ka signal.       






Wesey hi jub aik cheez baar baar dekhtey hain to uska dimagh par asar hota hai jesey tv drama dekhna ya phir gandi filmain dekha. Gandhi film aj kal itni aam hai kay koi bhi unsey buch nahi sakta kiun key Internet ney usko itna asan kardiya kay bachay bachay kay pass mobile hai aur wo uska ghalat istemaal karaha hai.

Jub hum baar baar gandi filmain dekhtey hain to usey hamara dimag bohat effect karta hai jesey agar hum baar baar khana khain to hamara stomach kharab hojaiga isi tarah agar hum daily gandi filmain dekhengey to phir hamara dimagh uska addict hojaiga.Iska matlab yeh hai key jub apki shadi hogi aur ap jub real main sex karogey to apko wohi gandi fimai apkey mind main aingey aur usey apko premature ejaculation ki shikayat hojaigi.

Yani Wohi gandi film key scenes apkey mind main aingey aur ap jaldi fariqh hojaogey jisey apki biwi satisfy nahi hogi aur apki biwi apsey naraz rahaygi .Yeh aik bohat bari wajah hai mian biwi key darmian jhagrey ki.

Apka dimagh aik baar addict hojai gandi filmon ka to phir jaan churaana mushkil hota hai aur phir daily gandi filmain dekhney ka dil karta hai.Isey chaltey phirtey mani key qatrey girtey hain, jism main garmi rehti hai aur stomach ki problem hoti hai.

Is beemari sey bachney kay liay apko lamba daweel ilaaj karna parta hai aur phir us par amal karna lazmi hai. Kiun key yeh aik Nashi ki tarah hai.Iskey liay kum sey kum 6 month ka time chayay takay apka mind theek hojai.

Shukriya.Apni rai comment main lazmi dijiye aur agar ap kisi maslay par sawal jawab karna chahtey hai to meri email par contact kijye.

Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.


Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.

                                     













No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.