h1.post-title Musht zani kay barey main islam kia kehta hai |Musht Zani Kay Nuqsanat

Monday 18 November 2013

Musht zani kay barey main islam kia kehta hai



musht zani beshak aik behat khadarnak adat hai.jis sey insan apni tawanai kharch karta hai aur kumzor hojata hai.musht zani ke barey main to internet per buhat mawad mujood hai.khas dor per aik website jis ka name "noor clinic" hai buhta mashoor hai.is website per apko musht zani ke barey main khuli ijazut hai aur is main musht zani ko islamic point of view se jaiz qarar diya gia hai.aj main apko bataonga key musht zani ke barey main islam kia kehta hai.


islam main musht zani bilkul aik ghair fidri amal hai.islam main iski koi jaga nahi.aalami den aur mufti hazrat ney isey haram qarar diya hai.hamarey piyarey nabi nain musht zani key barey main farmaya hai.jis ka mufhoom yeh hai.


"jo log musht zani kartey hai qayamat kay din un kay hathoo main hamal hongey "


mustzani key barey main youtube per videos mujood hai jis main apko poori tafseel degai hai.jisey ap dekh kar ap thora sabaq lesaktey hain.in videos kay link diye jarahain hai.

http://www.youtube.com/watch?v=TQAKN7PWQCA


http://www.youtube.com/watch?v=EUKEi03DXxI

Agar Ap hum sey Koi Maloomat karna chahtey hain ya phir Dawai Tajweez Karna chahtey hain to Hamain is par contact karain.

No comments:

Post a Comment

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.