h1.post-title musht zani chorney ka tariqa in urdu |Musht Zani Kay Nuqsanat

Monday 18 November 2013

musht zani chorney ka tariqa in urdu

Musht Zani Kia hai?

musht zani aik bori adat hai jo akhir main insan ko tabah karti hai.aur insan kisi kam key qabil nahi rehta lihaza apko is sey dor rehna chahyey.musht zani ki adat agar aik bar lag jai to chorna behat mushkil hojata hai.ki admi aur larkey to din main 5-10 bar tak musht zani karleytay hain.aur ahista ahista bilkul pagal hojatey hain.ka admi haftey main aik dafa ya do dafa kartey hain.kai shadi shuda mard bhi musht zani kartey hain.
mani (semen) hum ziyada store nahi karsaktey lihaza allah pak ney is key liay aik zabardast program banaya jisey hum wet dreams ya  ihtalam kehtey hain.is key zariya mani khud ba khud nickle jati hai aur is ka koi naqsan nahi hota hai kiun key yeh natural hai.yeh mahaney main aik bar hona chahey ya do bar.is sey ziyada nahi hona chayey warna sihat kay liay khadra hai..



Musht Zani Chorney Kay Tariqay 

must zani choreny kay liay apko mukammal plan kay sath program per amal karna hoga.aur ahista ahista yeh adat choot jaigi .neechay diye gai hidayat per amal kar key ap musht zani sey nijat pasaktey hain.

1-apney mind ko bilkul saf rakhain.

2-gandi filmain mut dekhain.

3-raat ko sootey waqt wazoo karkar soen.

4-raat ka khana kum aur jaldi khain.takey khana achi tarah hazam hojai.is sey ihtilam ka imkam mushkil hota hia.

5-sports ki surgarmium main tawaja dein aur kisi jim main jakar exercise karain.

6-fahash cheezon jesy gandi kahania aur sex ki books sey door rahain.

7-tv per gandi filmain aur commercials mut dekhhain.yehi raat ko mind main atey hain aur ihtalam ka sabab buntey hain.

8-namaz babandi sey parhain aur allah ki taraf raghib hojain.


agar apney is hidayat per amal kia to ap musht zani sey nijat palengay.musht zani ko dil sey nikal lein.





3 comments:

  1. Jitna bhi irada Karo thody der baad Dil isi taraf mail ho jata he koinaisa tareeqa batai ke Dil chautehue bui is Kam ko na kare

    ReplyDelete
  2. Sutey Huey Mani nikli Tu Kiya Katrin

    ReplyDelete
  3. Ye sehat ke liye khayarnak he or jab dil kare to socho ke isi ne tumhare khilaf qayamat ke din gawahi deni he

    ReplyDelete

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.