h1.post-title Musht Zani Karnay Ka Azab Aur Anjam In Urdu |Musht Zani Kay Nuqsanat

Tuesday 10 December 2013

Musht Zani Karnay Ka Azab Aur Anjam In Urdu

Main apkay sath aik kahani share karna chahta hon takay jo log musht zani kartay hain unko is kay anjam kay barey main pata chaljai.musht zani beshak aik gandi adat hai aur is kay nuqsanat beshumar hain.aj main apko aik bandey ki story bataonga jo musht zani main karta hai aur iska kia anjam howa hai.main is bandey ka nam nahi lena chahta privacy ki wajey sey lekin yeh story share zaroor karna chahta hon.


Musht zani karnay ka anjam aur azab

yeh kahani mujhey meray aik dost nay batai hai jo main apkey sath share karna chahta hon.aik larka jiska name irfan hai is ki age 20 saal hai .wo aik acha larka hai .wo buhat sharmeela hai aur kisey bat nahi karta 

hamain waja maloom nahi kiun.is ki sehat din badin girti jarahi hai aur wo kamzoor bhi hota jaraha tha.halakay wo jawan tha aur 20 saal ka tha lekin wo apni age say bara lagta tha.aik dafa pochnay par bataya kay main musth zani jesi adat main mubtala hon aur din main ki baar musht zani karta hon main is adat ko chorney kay liay buhat koshish ki magar kamyab nahi howa.yeh adat mujhey buhat pehli ki hai aur taqreeban 8 saal say main is ko karaha hon.hamarey pochney par usney bataya kay wo hakeem kay pass bhi gia magar hakeem nay us sey 17000 rupees liay aur kaha kay wo bilkul theek hojaga magar wo abhi tak theek nahi howa aur us key 17000 rupee zaya hogai.hakeem nay usko aesi dawa di kay uski sihat achi honey kay bajay uar bigar gai aur wo aur beemar hogia hain.

main yaha yeh bata chalo kay hakeem apni dawain main "metals" use  kartey hain jesay "copper" chandni"
jo kideny say pass nahi hotey aur kidney ko kharab kartey hain.khair irfan ko aur dosri beemari nay gher lia hai.us ka hazma theek nahi rehta aur wo buhat kamzoori mehsoos karta hain aur uskey baal bhi girna shuru hogai hain.jiski wajey sey uski parahai kharab horahai hai .

irfan ki jesay hazaron larkey hain jo musht zani jesi adat main mubtala hotey hain aur akhir main neem hakeem kay pass jakar apni sehat aur pasia do no ko barbad kartey hain.musth zani insan kay jism aur rooh dono par hi asar karti hai. lihaza hamain is sey parhaiz karna chayay warna hamara bhi anjam irfan jesa hi hoga aur koi ilaj kam nahi aiga kiun kay koi howi taqat dobara hasil nahi hosakti .

meri apsub sey kuzarish hai kay ap musht zani jesay gandey adat say chutkara palen warana agay ki zindagi achi nahi kuzreygi aur anjam acha na hoga.must zani kay barey main mazeed parhney kay liay neechay diyay gai articles zaroor parhain..




1 comment:

Comment your ideas and suggestion. Avoid bad language and maintain good behavior.